6 Aurat: AL-HADEES: Kisi Gair Mehram Aurat Ko Choone Se Behtar Hai K Apne Sar Mein Loohe Ka Sooaa Maar Lo,~ (Behqi H.5545) Amal Kare
7 Aurat: Baat Hai To Karwi Magar Hai Sachi K Ek Mard Ki Gairat Ka Andaza Us Ki "Aurat" K Libaas Aur Parde Se Lagaya Ja Sakta Hai,~
8 Aurat: Kiya B.V. Apne Shauhar Ka Nam Lekar Pukar Sakti Hai? JAWAB: Aurat K Liye MAKROOH Hai K Wo Shauhar Ka Name LeKar Pukare,~ (Durr-E-Mukhtar)
9 Aurat: Wo Auraten Jo Kapde Pehan'Ne K Bawajood Bhi Be-Parda Hon To Jannat Dekhna To Door Uski Khusbu Bhi Na Payegi,~ (Muslim: H.5497)
10 Aurat: Forward To All: Nigah K Adil Wo Shakhs Hai, Jise Doosro Ki Maa, Behen, Beti Mein Apni Maa, Behan, Beti, Nazar Aaye,~
No comments:
Post a Comment