HADEES SHAREEF KA MAFHOOM - JaisheMillat

JaisheMillat

Behtreen Ibadat Ilm-E-Deen Hasil karna Hai,~

Latest Tweets

test banner

Post Top Ad

Responsive Ads Here

2 March 2015

HADEES SHAREEF KA MAFHOOM

Be-Namazi Ke Nahusat Se Ghar Ki Barkat Nika Jaati Hai Ek Sahabi Ne Arz Ki, “Aye Allah Ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ! Mere Ghar Barkat Nahi, Kiya Karoon,~ Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, Apne Ghar Ke Darwaze Par Parda Lagao. Sahabi Ne Aisa Hi Kiya Kuch Din Bad Phir Aaye Arz Kiya “Ab Mere Ghar Bohot Barkat Hai! Lekin Parde Se Kiya Wasta? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Ke, “Aap Ke Ghar Ke Pass Se Be-Namazi Guzarte Hain Unki Nahusat Ghar Pe Padti Thi Aur Barkat Nikal Jati Thi Socho Jis Ghar Me Hi Be Namazi Hon To Kaise Barkat Ho,~ , Pyary Aaqa Muhammad Mustafa Ny Frmaya, “Jis Momin Bandy Ki Aankhon Se Allah Ta’ala Ke Khof Se Aanso Tapak Pare, Khua Wo (Aanso) Makhi Ke Sir Ke Barabar Kyun Na Hon, Tu Allah Ta’ala Us Par Jahannum Ki Aag Haraam Farma Degaa,~

No comments: